Laalam Laal Lyrics

Album_kagaaz
Singer_rajnigandha
Song lyrics_aseem Ahmad abbasee
Music director_pravesh 
 Laalam Laal Lyrics
📝📝📝📝📝📝📝📝
🎶🎶🎶🎶🎶🎵🎵🎶
🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵📝
🎤🎤🎤🎤🎤🎤🎤🎤🎤
 
Meharbaan saahebaan 
Humare arkestra ka programme 
Karwaane ke liye shukla 
Gas agency ko tahedil se 
Shukriyada karta hun karta hun!

Pesh hai khidmat hai 
Laalam laal gul anaar..

Gore gore mere se 
Kaanse ke katore se 
Dekho jab jiya lalchaye

Khidki mandeer chadh 
Naino ke khiladi bade 
Dore daale baby nahi aaye

Saiyaan ji dabbangg 
Aise chhed ke palang 
Jaise milu jab bich bich jaaye

Mantar pukaara karu aaha 
Pukara karu saiyaan le jaaye

Laalam laal gul anaar 
Saiyaan har dil ke sardaar 
Laalam laal gul anaar 
Saiyaan har dil ke sardaar

Jab tak lelu na balleyan 
Hargiz ghar se mat nikalna 
Saiyaan, ho saiyaan

Ho saiyaan shautano se 
Bhare saare UP ke bazaar 
Saiyaan shautano se 
Bhare saare UP ke bazaar

Saiyaan shautano se 
Bhare saare UP ke bazaar 
Saiyaan shautano se 
Bhare saare UP ke bazaar

Saiyaan sire ke glass 
Baatein karte first class 
(baatein karte first class)

Saiyaan sire ke glass 
Baatein karte first class 
Saiyaan ji ke har lafz mein 
Bas hari ki mithaas 
(bas hari ki mithaas)

Saiyaan saayar lachhedaar 
Kurte mein lagte gulzar 
(saiyaan saayar lachhedaar 
Kurte mein lagte gulzar)

Jab tak lelu na balleyan 
Hargul ghar se mat nikalna 
Oh saiyaan, ho saiyaan

Ho saiyaan shautano se 
Bhare saare UP ke bazaar 
Saiyaan shautano se 
Bhare saare UP ke bazaar

Saiyaan shautano se 
Bhare saare UP ke bazaar 
Saiyaan shautano se 
Bhare saare UP ke bazaar
❤️❤️👍❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️💛💛💛💛💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💙💙💚💖💙♥️♥️💙💓💞💓💙💙💙💙♥️♥️♥️♥️♥️♥️


Comments

Popular posts from this blog

बोल तेरे मीठे मीठे / Bol Tere Mithe Mithe Lyrics in Hindi – Sapna Chaudhary

Jaan Jaan Song Lyrics – Manish Joshi | Nikita Joshi

Birthday Song Lyrics in Hindi Pranjal Dahiya