Pyaar Manga Ha tumhe se Lyrics

Album_Pyaar Manga Hai 
Singer_armaan malik neeti mohan
Song lyrics_manoj  muntashir
Music director_abhijit vaghani
Pyaar Manga Hai Lyrics
♥️♥️♥️♥️📝📝♥️📝📝♥️♥️♥️♥️
Pyaar Manga Hai tumhe se Lyrics


Pyaar manga hai tumhi se 
Mujhe pyaar karo 
Aaj abhi zidd maano meri 
Na intezaar karo

Main bhi dil ki sun raha hoon 
Tum bhi dil ki suno 
Pyar manga hai tumhi se 
Mujhe pyaar karo

Tujhe paane ka junoon iss qadar hai 
Tere khwabon se bhari yeh nazar hai 
Zara dheere se mere paas aao 
Tumhe kitna pyaar hai yeh batao

Pucho naa, bas dil de do 
Mujhe pyaar karo… 
Pyaar manga hai tumhi se 
Na inkaar karo 
Aaj abhi zidd maano meri 
Na intezaar karo

Tu hai neele aasmaan ka musaafir 
Chala aaya taaron se meri khaatir 
Teri baahon mein ajab sa ik sukoon hai 
Mujhe jaana ab kahin aur kyun hai

Tum meri bas meri ho 
Mujhe pyaar karo 
Pyaar manga hai tumhi se 
Mujhe pyaar karo 
Aaj abhi zidd maano meri 
Na intezaar karo

Mujhe pyar karo 
Na intezaar karo 
Mujhe pyar karo 
Na inkaar karo 
Mujhe pyar karo 
Na intezaar karo

Mujhe pyar karo 
Na intezaar karo…


Comments

Popular posts from this blog

बोल तेरे मीठे मीठे / Bol Tere Mithe Mithe Lyrics in Hindi – Sapna Chaudhary

Jaan Jaan Song Lyrics – Manish Joshi | Nikita Joshi

Birthday Song Lyrics in Hindi Pranjal Dahiya